回复Maine toh C++ me
Aap javaScript me karlo agar abhi hi shuru kiya hai toh ...
Bhot fayda milega apko fir ..confuse nahi hooge aaj ek interview tha usme mujhse pucha what are the different types of datatypes
Maine galati se bol diya String 😂
Maine kaha no no sorry I got confused in C++ and Javascr
Nahi,
Me 1 mahine se kr rha hu, java me